Hi friends

Yar ma apni ek sachhi kahani batana chahta hu.jarur kuchh sujav dena dosto. Mera name amit gupta hai. Ma btech 2nd year ka student hu. Ma bhi apni ek girl friend banana chahta tha.ek din ma ghar ja rha tha. Bus me jakar ma batha mere bagal vali sit par ek ladaki bathi thi.use ma nahi janata tha vah kaun hai.bus kuchh dur hi chali thi ki oh hamse puchhi kya karte ho tab hamne apna pura detail bataya.mane bhi puchha tum kya kari ho. To usne mujhse kaha ki mai B.a 1st year me hu.usne mere hath par apna hath rakha mane apna hath hataya ...lekin yo fir se hath ko hamare hath par rakhi aur boli i love u mane use mna kar diya to boli thik hai. Ma bhi chahta tha ki koi meri gf bane lekin ek ajnabi par kase bisvas kare.fir mane apna hath uske hath par le gaya to usne apna hath hata diya. Fir boli thik hai.uska nam neesa tha yo hi boyfriend banana chahti thi.ham dono ek dusre ko raste me samjh chuke the.usne kaha ki yo fir milegi kase to mane kaha ki ham ek duste ke mobile number le lete hai.hamne use apna namber diya lekin usne kaha ki yo apne mobile se misse call karegi.kyo ki vaha uska stop a gaya tha.ma puri tarah se thak gaya tha lekin khushi ke mare ma puri rat tak soya nahi.bas uski yad ati rhi.ma apne mobile ko barabar dekhta rhta ki call aya kya.....char se pach din ka bad ma udas ho gaya.mane bus ki yatra me kya se socha tha sab bekar ho gaya.ab bash yade yade aur bush yade bachi thi ................please ap apna sujhav hame de hamara co na..+918090567337 

0 comments:

Post a Comment